Wednesday, June 21, 2017

Dhoka Poetry in Urdu SMS & Pics

Dhoka Deti Hy Haseen Chehron ki Chamak Aksar
Har Kanch K Tukray Ko Heera Nhi Kehtay
Zahir jo karta Bari Pyar ki Batein
Andar se Wahi Shakhs Hamara Nhin Hota

Zalim Dunya Hy Zara Sanbhal K RehNa mere Dost
Yahan Palkon pe Bithaya jata hy Nazron se Giaranay K Liye

Jin Ki FiTrat Mein Ho Dhokha Dena
WoH log Chah Kar Bhi Badla Nhi Karte

Chuppa RaHa hy Kisi Kurb Ko ksi Ghum Ko
Jo Hans Raha Hy Musslsal WoH Shaks Jhota hy

TumHari BeRukhi Pe Lutta Di Zendgi Hum Ne
Agr Tum MeHraban Hotay toH HamaRa Haal Kiya HoTa

AiK Choti See Ghulti Pay Mujhe WoH Chor Giya
Jaisy Sadiyon se Meri Ghulti Ka Intzaar Tha

kabhi socha naa tha woh bhi tanha kar jai ga
jo aksar pareshaan dekh kr kehta thaa .......mein hon naa

Uski Wafa Ko kia Naam Doun MeiN Ab
Khud door hogiya Mujh ko qareeb kar K
Dil Mein Ayaa Tha woH Bhut se Rastoon Se
Janay ka Rastah Na Mila ToH diL hi Tor Diya
Jany Wale DiL ko Pather Kar Gaye
Phir kisi ko Dekh Kar Dharaka Nhi

LoGon Ki Batein sun kar Mujhe Chor Jany Wale
Hum Kitne Buray HeiN Tum Tasdeeq ToH kar Lete



No comments:

Post a Comment

Museums and the Marathon Man

The Washington Post article by Christopher Ingraham (June 13th, 2014) says it all "There are more museums in the U.S. than there are St...